For Quick Alerts
ALLOW NOTIFICATIONS  
For Daily Alerts

Goddess Lakshmi’s Aarti Lyrics And Meaning In English And Sanskrit

In Hindu culture, Goddess Lakshmi is considered to be the deity of wealth, fortune, luxury and prosperity. She is the consort of Lord Vishnu and is one of the three prominent Goddesses i.e., Parvati, Lakshmi and Saraswati. People usually worship Her on all days but She is especially worshipped during Diwali and Akshaya Tritiya.

Lyrics Of Goddess Lakshmi’s Aarti

People worship Her while keeping all the rituals in mind and one of such rituals is performing Her aarti. While performing Her aarti, people usually lighten a Diya and sing the hymn. Today we are here with the lyrics of the aarti of Goddess Lakshmi. Scroll down the article to read more.

Om Jai Lakshmi Maatha
Maiya Jai Lakshmi Maatha...
Tumko Nishidin Sevat,
Tumko Nishidin Sevat
Hari Vishnu Vidhata
Om Jai Lakshmi Maatha...
Uma Rama Brahmani,
Tum Hi Jag-Maatha
Maiya Tum Hi Jag-Maatha
Surya, Chandrama Dhyavat,
Surya, Chandrama Dhyavat,
Naarad Rishi Gata
Om Jai Lakshmi Maatha
Durga Roop Niranjani,
Sukh Sampatti Data
Maiya Sukh Sampatti Data
Jo Koi Tumko Dhyavat,
Jo Koi Tumko Dhyavat,
Riddhi-Siddhi Dhan Pata
Om Jai Lakshmi Maatha
Tum Patal-Nivasini,
Tum Hi Shubhdata
Tum Hi Shubhdata
Karma Prabhav Prakashini,
Karma Prabhav Prakashini...
Bhavanidhi Ki Trata
Om Jai Lakshmi Maatha
Jis Ghar Mein Tum Rahti,
Sab Sadgun Aata
Maiya Sab Sadgun Aata
Sab Sambhav Ho Jata,
Sab Sambhav Ho Jata...
Man Nahi Ghabrata
Om Jai Lakshmi Maatha
Tum Bin Yagya Na Hote,
Vastra Na Koi Pata
Maiya Vastra Na Koi Pata
Khan Pan Ka Vaibhav,
Khan Pan Ka Vaibhav...
Sab Tumase Aata
Om Jai Lakshmi Maatha
Shubh-Gun Mandir Sundar,
Kshirodadhi Jata
Kshirodadhi Jata
Ratna Chaturdash Tum Bin,
Ratna Chaturdash Tum Bin,
Koi Nahi Pata
Om Jai Lakshmi Maatha
Sri lakshmi Ji Ki Aarti,
Jo Koi Jan Gata
Jo Koi Jan Gata
Ur Anand SaMaatha,
Ur Anand SaMaatha,
Paap Utar Jata
Om Jai Lakshmi Maatha....
Om Jai Lakshmi Maatha
Maiya Jai Lakshmi Maatha...
Tumko Nishidin Sevat,
Tumko Nishidin Sevat
Hari Vishnu Vidhata
Om Jai Lakshmi Maatha...
Om Jai Lakshmi Maatha...
Om Jai Lakshmi Maatha...